
Nazar Jidhar Jidhar Jaaye
by Kumar Sanu
on Saajan Ka Ghar (Original Motion Picture Soundtrack) (1994)
nazar jidhar jidhar jaaye udhar tu hi nazar aaye - 2
ye mere ishq ki inteha hai sanam - 2
jiya jaaye bina tere ab nahi jiya jaaye - 2
ye mere ishq ki inteha hai sanam - 2
nazar jidhar jidhar jaaye udhar tu hi nazar aaye
jiya jaaye bina tere ab nahi jiya jaaye
dard jigar mein hota hai aur jara aur jara hone de
khone lagi main khwaabo mein mujhako jara zulfo tale sone de
pyaar ki raah mein behake behake kadam
nazar jidhar jidhar jaaye udhar tu hi nazar aaye
jiya jaaye bina tere ab nahi jiya jaaye
ye mere ishq ki inteha hai sanam - 2
nazar jidhar jidhar jaaye udhar tu hi nazar aaye
jiya jaaye bina tere ab nahi jiya jaaye
bol tera pyaar kehata hai dekh jara dekh meri aankhon mein
kaun tere pass rehata hai tu hai subah shaam meri saanso mein
zindagi bhar kabhi na juda honge hum
jiya jaaye bina tere ab nahi jiya jaaye
nazar jidhar jidhar jaaye udhar tu hi nazar aaye
(ye mere ishq ki inteha hai sanam - 2
nazar jidhar jidhar jaaye udhar tu hi nazar aaye
jiya jaaye bina tere ab nahi jiya jaaye) - 2
Song Comments
Must have JavaScript enabled to comment.On Nazar Jidhar Jidhar Jaaye by Kumar Sanu