Tanha Raha

Tanha Raha

by Aman Yadav

on Tanha Raha (2020)

Teri palkon mein tanha raha hoon main
Teri sansoon mein tanha raha hoon main
Teri baahon mein teri panahon mein
Yu teri palkon mein tanha raha
Tanha raha…

Tere khawaabon mein khoya raha hoon main
Ter sansoon mein tanha raha hoon main
Teri baahon mein teri panahon mein
Yu teri dhadkan mein tanha raha
Tanha raha…

Tanha raha…
Tanha raha…
Tanha raha…
Tanha raha…

Tu hai mera….mera wo…. Wo mera pyar
Tanha dil hai tanha wo mera khuda
Sargoshi hai jeene mein kehta raha
Kehne se kaya hota hai kehne do naa

Ye dil tanha tha mera koi apna rooth gaya
Main gumsum tha wo mera koi apna chuth gaya
Sapne hain dil ke kitne adhure lamhe hain
Sapno ko toda jisne wo apna rooth gaya
Ye dil tanha tha mera
Ye dil tanha tha mera
Mera dil tut gaya
Yu tune choda mujko main khud ko bhool gaya

Song Comments
On Tanha Raha by Aman Yadav

Must have JavaScript enabled to comment.